Total Pageviews

Thursday, 21 June 2012

Guftagu

Mujhe ishk hai tujse hai gunah kabool ye..
Tu ye gunah kar na kar.. teri marzi..

Ishk naam ke khaye hai dhokhe bade..
Tu is baat pe yakin kar na kar.. teri marzi

Bharosa dede apna.. zara sa sahi..
Badale me meri har dua pe ikhtiyar le le..

Bharosa na raha ab to mujhe khud pe bhi..
Ye jaan bachi hai jism me.. chahe to ye jaan le le..

2 comments: